96 kuli Hindu Maratha

Monday, February 18, 2008

Wednesday, February 13, 2008



TO MR MANMOHANSINGH, LALUPRASAD---RAJ THAKERY WHATEVER IS DOING IS RIGHT I AGREE THAT SOME PEOPLE ARE BEATING TO POOR PEOPLE THIS IS WRONG BUT NOW THE TIMES COME TO FIGHT.BECAUSE MAHARSHTRA IS MARATHIS GUJARAT IS GUJRATIES BIHAR IS BIHARIES UP IS BHOJPURIES THEN WHY SO MUCH UP&BIHAR CROUD IS COMING HERE SO GO BACK WE UNDERSTAND IF SOME PEOPLE ARE COMING FOR ROJI ROTI BUT IF 90% CROUD IS COMING HERE THEN WHAT MARATHI PEOPLE SHOULD DO CAN HE GO

Friday, January 25, 2008

Tere Bin Jeena Seekhliya Mai Ne

Zindagi Ka Zehar Peena Seekh Liya Mai Ne

Kitna Na Chaha Tha Tujhe Mai Ne

Aaj Tujhe Dil Se Nikaal Diya Mai Ne

Dena Chaho To Dedo Mujhe Apne Sare Ghum

Kyoun Ki Dard Mein Bhi Muskurana Seekh Liya Mai Ne

Jarahe Ho Chord Ker Mujhe Tanha Tum

Ab Chale Bhi Jao,Tanhai Mein Bhi Khush Rehna seekh Liya Mai Ne

Tum Ne To Mujhe Bhula Ker Kisi Aur Ko Basa Liya Dil Mein

Na Kisi Ko Chaha Na Kisi ko dil Mein Basaya Mai Ne

Use Kya Farq Padega Tere Aansu dekh Ker Aye NAAZ

Jo Aag Lagi Thi Seene Mein Use Bujhaliya Mai Ne

Wednesday, January 23, 2008


1 ) Dosti Karo To Dhoka Mat Dena.....

Dosti karo to dhoka mat dena,Doston ko aansuoon ka tohfaa mat dena,Dil se roye koi tumhe yaad kar ke,Aisa kisi ko mauka mat dena.

Thursday, January 17, 2008



Kosis karne walo ki kabhi har nahi hoti

Lahro se dar kar noka par nahi hoti
Kosis karne walo ki kabhi har nahi hoti

Nanhi chiti jab dana lekar chalti hai
Chadti divaro se so bar fisalti hai
Man ka visvas rago me sahas bhar deta hai
Gir kar chadhna chadkar girna isiliye na akhrta hai
Mehnat uski khali har bar nahi hoti
Kosis karne walo ki kabhi har nahi hoti

Dubkiyan sindhu me gotakhor lagate hain
Jakar khali hath lot aate hain
Milte na sahaj moti gahre pani me
badhta duguna utsah isi herani me
muthi uski khale har bar nahi hoti
Mehnat karne walo ki kabhi har nahi hoti

Asafalta ek chunoti hai ise swikar karo
kya kami rah gai hai dekho or sudhar karo
jab tak na safal ho nind chain ki tyago tum
sangharso ka maidan chod mat bhago tum
kutch kiye bina hi jay jaykar nahi hoti
mehnat karne walo ke kabhi har nahi hoti